Suvichar Collection: Best Suvichar Collection in Hindi

Suvichar Collection: Best Suvichar Collection in Hindi, suvichar 2020, suvichar hindi me 2019, prernadayak suvichar, acche suvichar, today suvichar,

Best Suvichar Collection in Hindi



अनमोल वचन इन हिंदी पीडीएफ डाउनलोड



Anmol Suvichar

व्यक्ति जो चाहे हासिल कर सकता है… यदि वह विश्वास और दृढ़ संकल्प के साथ अपने लक्ष्य को प्राप्त करने की कोशिश करें..!!
Wyakti Jo Chahe Hasil Kar Sakta Hai... Yadi Wah Vishwas Aur Dridh Sankalp Ke Sath Apne Lakshya Ko Prapt Karne Ki Koshish Karen.



जन्म लेने वाले की मृत्यु उतनी ही निश्चित हैं… जितनी कि मृत होने वाले का जन्म लेना, इसलिए जो निश्चित है उसका शोक मत करो..!!
Janm Lene Wale Ki Mrutyu Utni Hi Nishchit Hai... Jitne Ki Mrit Hone Wale Ka Janm Lena, Isliye Jo Nishchit Hai Uska Shok Mat Karo.



जो इंसान अपने मन को नियंत्रित नहीं करता, उसके लिए वह शत्रु के समान कार्य करता है..!!
Jo Insan Apne Man Ko Niyantrit Nahin Karta, Uske Liye Wah Shatru Ke Saman Karya Karta Hai.



जब कुछ समझ ना आए... तो कार्यों को उनकी मूलता के आधार पर करना प्रारंभ कर दें, इससे आपकी मुश्किल का हल मिले न मिले, पर आपके मन को जरूर शांति मिलेगी..!!
Jab Kuch Samajh Na Aaye... To Karyo Ko Unki Mulata Ke Aadhar Par Karna Prarambh Kar De, is'se Aapki Mushkil Ka Hal Mile Na Mile, Par Aapke Man Ko Jarur Shanti Milegi.



किसी दूसरे का काम पूर्णता के साथ करने से कहीं अच्छा हैं, कि आप अपना काम करें, भले ही आप उसे अपूर्णता से ही क्यों न करें..!!
Kisi Dusre Ka Kam Purnata Ke Sath Karne Se Kahin Achcha Hai, Ki Aap Apna Kam Karen, Bhale Hi Aap Use Apurnata Se Hi Kyon Na Karen.



कभी ऐसा समय नहीं था जब मैं, तुम, या ये राजा-महाराजा अस्तित्व में नहीं थे, और ना ही भविष्य में कभी ऐसा होगा, जब हमारा अस्तित्व समाप्त हो जाये..!!
Kabhi Aisa Samay Nahin Tha Jab Main, Tum, Ya Ye Raja Maharaja Astitva Mein Nahin the, Aur Na Hi Bhavishya Mein Kabhi Aisa Hoga, Jab Hamara Astitva Samapt Ho Jaaye.



तुम्हारा क्या गया, जो तुम रोते हो? तुम क्या लाए थे जो तुमने खो दिया? तुमने क्या पैदा किया था, जो नष्ट हो गया? न तुम कुछ लेकर आये थे, न तुम कुछ लेकर जाओगे, जो लिया यहीं लिया… जो दिया, यहीं दिया..!!
Tumhara Kya Gaya, Jo Tum Rote Ho? Tum Kya Laye the Jo Tumne Kho Diya, Tumne Kya Paida Kiya Tha Jo Nasht Ho Gaya? Na Tum Kuchh Lekar Aaye the, Na Tum Kuchh Lekar Jaaoge, Jo Liya Yahi Liya... Jo Diya Yahi Diya.



चिंता से ही दुःख उत्पन्न होते हैं, दुःख का कोई अन्य कारण नहीं, जो इंसान इस बात को समझ लेता हैं, वही चिंता रहित होकर सुखी और शांत जीवन जी पाता हैं..!!
Chinta Se He Dukh Utpann Hote Hain, Dukh Ka Koi Anya Karan Nahin, Jo Insan is Baat Ko Samajh Leta Hai, Wahi Chinta Rahit Hokar Sukhi Aur Shant Jeevan Jee Pata Hai.



जिस देश का राजा श्रेष्ठ आचरण करता है, वहां की प्रजा भी वैसा ही आचरण करती हैं, राजा जैसा प्रमाण देता है... जन-समुदाय उसी का अनुसरण करता है।
Jis Desh Ka Raja Shreshth Aacharan Karta Hai, Wahan Ki Praja Bhi Waisa Hi Aacharan Karti Hai, Raja Jaisa Praman Deta Hai... Jan-samuday Usi Ka Anusaran Karta Hai.



वह जो सभी इच्छाएं त्याग देता हैं, तथा "मैं" और "मेरा" की लालसा और भावना से मुक्त हो जाता हैं, केवल उसे ही शांति की प्राप्ति होती हैं..!!
Wah Jo Sabhi Ichchaye Tyag Deta Hai, Tatha "Main" Aur "Mera" Ki Lalsa Aur Bhavna Se Mukt Ho Jata Hai, Keval Use Hi Shanti Ki Prapti Hoti Hai.



तुम उस बात के लिए व्यर्थ शोक करते हो, जो शोक करने योग्य हैं ही नहीं, और फिर भी तुम स्वयं को ज्ञानी बताते बुद्धिमान व्यक्ति ना जीवित और ना ही मृत व्यक्ति के लिए शोक करते हैं, उसके लिए सब एक समान हैं..!!
Tum Uss Baat Ke Liye Wyart Shok Karte Ho, Jo Shok Karne Yogya Hai Hi Nahin, Aur Fir Bhi Tum Swayam Ko Gyani Batate Ho, Buddhiman Wyakti Na Jeevit Aur Na Hi Mritya Wyakti Ke Liye Shok Karte Hain, Uske Liye Sab Ek Saman Hai.



क्रोध से भ्रम पैदा होता है, भ्रम से बुद्धि चौपट होती है, जब बुद्धि व्यग्र होती हैं तब तर्क नष्ट हो जाता है, और तर्क के नष्ट होते ही इंसान का पतन सुरु हो जाता हैं..!!
Krodh Se Bhram Paida Hota Hai, Braham Se Buddhi Chaupat Hoti Hai, Jab Buddhi Wyagra Hoti Hai Tab Tark Nasht Ho Jata Hai, Aur Tarkh Ke Nasht Hote Hi Insan Ka Prathan Shuru Ho Jata Hai.



जिस व्यक्ति को कार्य में निष्क्रियता... और निष्क्रियता में कार्य दिखता हैं… वहीं सबसे बुद्धिमान व्यक्ति हैं..!!
Jis Wyakti Ko Karya Mein Nishkriyata... Aur Nishkriyata Mein Karya Dikhata Hai... Wahi Sabse Buddhiman Wyakti Hai.



खाली हाथ आये थे, और खाली हाथ ही वापस भी जाना हैं, जो आज तुम्हारा है, वह कल और किसी का था, परसों किसी और का होगा, तुम इसे अपना समझ कर व्यर्थ ही मग्न हो रहे हो, और तुम्हारी यही प्रसन्नता तुम्हारे दु:खों का कारण हैं..!!
Khali Hath Aaye the, Aur Khali Hath Hi Wapas Bhi Jana Hai, Jo Aaj Tumhara Hai, Wah Kal Kisi Aur Ka Tha, Parshon Kisi Aur Ka Hoga, Tum Ise Apna Samajhkar Wyarth Hi Magn Ho Rahe Ho, Aur Tumhari Yahi Prashanta Tumhare Dukhon Ka Karan Bhi Hai.


Anmol Vachan in Hindi PDF free Download

Anmol Vachan in Hindi PDF free Download


Post a Comment