चरित्र सुविचार: Best Charitra Suvichar in Hindi for WhatsApp & Facebook

चरित्र सुविचार: Best Charitra Suvichar in Hindi for WhatsApp & Facebook, Charitra Suvichar, Charitra Status, Charitra Quotes in Hindi, Suvichar in Hindi,
चरित्र सुविचार..!!

Charitra Suvichar, Charitra Status, Charitra Shayari, चरित्र शायरी इन हिंदी, चरित्र स्टेटस इन हिंदी




Charitra hi Kisi wyakti ko mahan banata hai, aur Charitra hi durjan,,, Jaisa Aapka Charitra Hoga Aapka Wyaktitva bhi theek Uske anukul hi hoga.
चरित्र का निर्माण व्यवहार से होता है, अतः जिस व्यक्ति का व्यवहार सही न हो उसके चरित्र का निर्माण कभी नही हो सकता।



Charitravaan Wyakti Keval Apne Shiksha aur Gyaan ke Astar Mein Vriddhi Nahin Karta, Balki Dusron ke Dilon Mein Bhi Ghar Banata Hain.
चरित्रवान व्यक्ति केवल अपने शिक्षा और ज्ञान के स्तर में वृद्धि नहीं करता, बल्कि दुसरो के दिलों में भी घर बनाता है।



Jo Mitra Samne Mein Sahad Saman Madhur Vhajan Bolta Ho, Parantu Peeth Piche Ninda Karta Ho, Aise Mitra ko Tyag Dene Mein Hi Aapki Bhalai Hain.
जो मित्र सामने में शहद समान मधुर वचन बोले, परन्तु पीठ पीछे निंदा करता हो, ऐसे मित्र को त्याग देने में ही आपकी भलाई है।



Yadi Charitra ka aakalan kapdon Se Hota To Kapdon ki Dukan Mein Mandir Kahlati.
यदि चरित्र का आकलन कपड़ों से होता तो कपड़ों की दुकान मंदिर कहलाती।



Ahankar Bhi Avashyak Hain, Jab Baat... Adhikaar, Charitra aur sam'man per aa Jaaye.
अहंकार भी आवश्यक है, जब बात... अधिकार, चरित्र और सम्मान पर आ जाए।



Kisi Bhi Wykti ki Mahanta Uske Charitra Se Maapi Jaati Hain, Aur Charitra ki Mahanta Uske Vyavahar se Maapi jati Hain.
किसी भी व्यक्ति की महानता उसके चरित्र से मापी जाती है, और चरित्र की महानता उसके व्यवहार से मापी जाती है।



Jis vyakti ka swayam par kabu Na Ho, samajh lijiye use durbal Charitra wala is sansar Mein Koi Nahin.
जिस व्यक्ति का स्वयं पर काबू न हो, समझ लीजिए उससे दुर्बल चरित्र वाला इस संसार में कोई नही।



Charitravan Baniye, Duniyan Swayam hi aap Per Mugdh Hogi, Jahan phool khilte Hain wahan madhumakhiya swatah Hi khinchi chali Jaati Hain.
चरित्रवान बनिए, दुनिया स्वयं ही आप पर मुग्ध होगी... जहां फूल खिलते है वहां मधुमक्खियां स्वतः ही खींची चली आती है।



Charitra ka nirman vyavahar se hota hai, Aatah jis vyakti ka vyavahar Sahi Na Ho Uske Charitra ka nirman Kabhi Nahin ho sakta.
चरित्र का निर्माण व्यवहार से होता है, अतः जिस व्यक्ति का व्यवहार सही न हो उसके चरित्र का निर्माण कभी नही हो सकता।



Aapki Sangati hi Aapke Charitra ka Nirman Karti Hain, Isliye Acchi Sangati kijiye Aap ke Charitra ka nirman swatah Hi Ho jaega.
आपकी संगति ही आपके चरित्र का निर्माण करती है,,, इसलिए अच्छी संगति कीजिए आपके चरित्र का निर्माण स्वतः ही हो जाएगा।



Charitra Parivartansheel Nahin Hota, Apitu uska sadaiv Vikas Hota Hain.
चरित्र परिवर्तनशील नहीं होता, अपितु उसका सदैव विकास होता है।

Post a Comment