John Elia: John Elia Shayari in Hindi

John elia poetry hindi, john elia shayari in hindi, john elia poetry in hindi, john elia sher, Jaun Elia sher, John Elia Ghazal, जॉन एलिया के मशहूर शेर, john elia shayari, jaun elia quotes, John elia ki shero shayari,
John Elia Shayari

जॉन एलिया उर्दू के एक महान शायर थे। जॉन एलिया का जन्म सन् 1931 ई. में उत्तरप्रदेश के एक छोटे से जगह अमरोहा में हुआ था। किंतु 1949 में भारत पाकिस्तान के बटवारे के बाद, सन् 1957 में जॉन एलिया को भारत छोड़कर जाना पड़ा, और वो कराची में जाकर बस गए।

जॉन एलिया ने अपनी बाकी की ज़िन्दगी कराची में ही बिताई, जहां उन्होंने खूब नाम और सोहरत कमाया। लेकिन इन सब के बावजूद जॉन कभी अपने शहर को नहीं भूल पाए, और उनका यह दर्द उनकी शायरीयों में भी झलकता रहा। शायद यही वजह है कि उनकी शायरी का अंदाज भी, उनके समकालीन शायरों से अलग था। जॉन एलिया की शायरीयों के प्रशंसक न सिर्फ पाकिस्तान में, बल्कि भारत समेत अन्य कई देशों में भी है, जो आज भी उनकी शायरी को सुनना और पढ़ना पसंद करते है। जॉन एलिया के उन्हीं प्रसंशको के लिए हमने उनकी कुछ बेहतरीन शायरी का संग्रह तैयार किया है। हमे उम्मीद है कि आपको हमारा ये संग्रह पसंद आयेगा।

Humne Gunah Kiya to

Humne Gunah Kiya to Dojakh Mili Hume, Dozakh Ka Kya Gunah Ki Dozakh Ko Hum Mile.

हमनें गुनाह किया तो दोजख मिली हमें, दोजख का क्या गुनाह कि दोजख को हम मिले।

Humne Gunah Kiya to Dojakh Mili Hume, Dojakh Ka Kya Gunah Ki Dojakh Ko Hum Mile.
John Elia Quotes

Sabke Liye Bahut Hun Main

Kharch Chalega Ab Mira Kis Ke Hisab Me Bhala, Sabke Liye Bahut Hun Main, Apne Liye Jara Nahi.

ख़र्च चलेगा अब मिरा किस के हिसाब में भला, सबके लिए बहुत हूं मैं, अपने लिए ज़रा नहीं।

Mere Kamre Ko Sajane Ki

Mere Kamre Ko Sajane Ki Tamanna Hai Tumhen, Mere Kamre Mein Kitabon Ke Siwa Kuch Bhi Nahi.

मेरे कमरे को सजाने की तमन्ना है तुम्हे, मेरे कमरे में किताबो के सिवा कुछ भी नहीं।

Jo Guzari Na Ja Saki Humse

Jo Guzari Na Ja Saki Humse, Humne Wo Zindagi Guzari Hai.

जो गुज़ारी न जा सकी हमसे, हमने वो ज़िन्दगी गुज़ारी है।

Jo Guzari Na Ja Saki Humse, Humne Wo Zindagi Guzari Hai.
John Elia Quotes in Hindi

Us Gali Ne Ye Sun Ke

Us Gali Ne Ye Sun Ke Sabra Kiya, Jane Wale Yahan Ke the Hi Nahi.

उस गली ने ये सुन के सब्र किया, जाने वाले यहां के थे ही नहीं।

Ye War Kar Gaya Hai

Ye War Kar Gaya Hai Pehlu Se Kaun Mujh Par, Tha Main Hi Dayen Bayen, Aur Main Hi Darmiyaan Tha.

ये वार कर गया है पहलू से कौन मुझपर, था मैं ही दाएं बाएं, और मैं ही दरमिया था।

Ab Koi Achcha Bhi Lage to

Thak Sa Gaya Hai Meri Chahaton Ka Wajood, Ab Koi Achcha Bhi Lage to Izhaar Nahi Karta.

थक सा गया है मेरी चाहतों का वजूद, अब कोई अच्छा भी लगे तो इज़हार नहीं करता।

Thak Sa Gaya Hai Meri Chahaton Ka Wazood, Ab Koi Achcha Bhi Lage to Izhaar Nahi Karta.
John Elia Quotes

Jaate Jaate Aap Itna Kam to

Jaate Jaate Aap Itna Kam to Kijiye Mera, Yad Ka Sara-o-samaan Jalate Jaaiye.

जाते जाते आप इतना काम तो कीजे मेरा, याद का सारा सर ओ सामां जलाते जाइए।

Sari Duniya Ke Gam Hamare

Sari Duniya Ke Gam Hamare Hain, Aur Sitam Ye Hai Ki Hum Tumhare Hain.

सारी दुनिया के गम हमारे है, और सितम ये है कि हम तुम्हारे है।

Sochta Hun Ki Uski Yaad Aakhir

Sochta Hun Ki Uski Yaad Aakhir, Ab Kise Raat Bhar Jagati Hai.

सोचता हूं कि उसकी याद आखिर, अब किसे रात भर जगाती है।

Sochta Hun Ki Uski Yad Aakhir, Ab Kise Raat Bhar Jagati Hai.
John Elia Ghazal

Kaise Kahe Ki Tujhko Bhi

Kaise Kahe Ki Tujhko Bhi Humse Hai Wasta Koi, Tune to Aaj Tak Humse Koi Gila Bhi Na Kiya.

कैसे कहे कि तुझको भी हमसे है वास्ता कोई, तूने तो आजतक हमसे कोई गिला भी न किया।

Ab Jo Rishto Mein Bandha Hun

Ab Jo Rishto Mein Bandha Hun to Khula Hai Mujhper, Kab Parindey Ud Nahi Paate Hain Pado Ke Hote.

अब जो रिश्तों में बंधा हूं तो खुला है मुझपर, कब परिंदे उड़ नहीं पाते है परों के होते।

Aaj Mujhko Bahut Bura Kehkar

Aaj Mujhko Bahut Bura Kehkar, Aapane Naam to Liya Mera.

आज मुझको बहुत बुरा कहकर, आपने नाम तो लिया मेरा।

Aaj Mujhko Bahut Bura Kehkar, Aapane Naam to Liya Mera.

Tum Mera Naam Kyun Nahi Leti

Sharm, Dehshat, Jhijhak, Pareshani, Naz Se Kam Kyon Nahi Leti, Aap Wo Ji Magar Ye Sab Kya Hai, Tum Mera Naam Kyun Nahi Leti.

शर्म, दहशत, झिझक, परेशानी, नाज़ से काम क्यूं नहीं लेती, आप वो जी मगर ये सब क्या है, तुम मेरा नाम क्यूं नहीं लेती।

Zindagi Kis Tarah Basar Hogi

Zindagi Kis Tarah Basar Hogi, Dil Nahi Lag Raha Mohabbat Mein.

ज़िन्दगी किस तरह बसर होगी, दिल नहीं लग रहा मोहब्बत में।

Kya Sitam Hai Ki Ab Teri Surat

Kya Sitam Hai Ki Ab Teri Surat, Gaur Karne Par Yaad Aati Hai, Kaun Ish Ghar Ki Dekhbhal Karen, Roz Ek Chiz Toot Jaati Hai.

क्या सितम है कि अब तेरी सूरत, गौर करने पे याद आती है, कौन इस घर की देखभाल करें, रोज़ एक चीज़ टूट जाती है।

Kya Sitam Hai Ki Ab Teri Surat, Gaur Karne Per Yad Aati Hai, Kaun Ish Ghar Ki Dekhbhal Karen, Roz Ek Chiz Tut Jaati Hai.

Sar Patakta Hai Lafz Lafz Mera

Sar Patakta Hai Lafz Lafz Mera, Ab Na Samjhe Koi to Kya Kije.

सर पटकता है लफ्ज़ लफ्ज़ मेरा, अब न समझे कोई तो क्या कीजे।

Main Raha Umra Bhar Juda

Main Raha Umra Bhar Juda Khud Se, Yaad Main Khud Ko Umra Bhar Aaya.

मैं रहा उम्र भर जुदा खुद से, याद मैं खुद को उम्र भर आया।

Meri Bahon Mein Bahakne Ki

Meri Bahon Mein Bahakne Ki Saza Bhi Sun Le, Ab Bahut Der Mein Azad Karunga Tujhko.

मेरी बाहों में बहकने की सजा भी सुन ले, अब बहुत देर में आज़ाद करुंगा तुझको।

Meri Bahon Mein Bahakne Ki Saza Bhi Sun Le, Ab Bahut Der Mein Azad Karunga Tujhko.

Nahi Duniya Ko Jab Parwah

Nahi Duniya Ko Jab Parwah Hamari, to Fir Duniya Ki Parwah Kyon Karen Hum.

नहीं दुनिया को जब परवाह हमारी, तो फिर दुनिया की परवाह क्यूं करे हम।

Apna Khaka Lagta Hun

Apna Khaka Lagta Hun, Ek Tamasha Lagta Hun, Ab Main Koi Shaks Nahi, Uska Saya Lagta Hun.

अपना खाका लगता हूं, इक तमाशा लगता हूं, अब मैं कोई शक्स नहीं, उसका साया लगता हूं।

Hadson Se Bhari Hai Ye Zindagi

Suno... Hadson Se Bhari Hai Ye Zindagi, Haan Mohabbat Humen Bhi Hui Thi.

सुनो... हादसे से भरी है ये ज़िन्दगी, हां मोहब्बत हमे भी हुई थी।

Suno... Hadson Se Bhari Hai Ye Zindagi, Haan Mohabbat Humen Bhi Hui Thi.

Ilaaj Ye Hai Ki Majbur Kar Diya

Ilaaj Ye Hai Ki Majbur Kar Diya Jaau, Yun to Kisi Ki Nahi Suni Maine.

इलाज़ ये है कि मजबूर कर दिया जाऊ, यूं तो किसी की नहीं सुनी मैंने।

Main Kahan Dekhne Se Thakta

Main Kahan Dekhne Se Thakta Hun, Teri Tasveer Thak Gai Hogi.

मैं कहां देखने से थकता हूं, तेरी तस्वीर थक गई होगी।

Khub Hai Ishq Ka Ye Pahlu

Khub Hai Ishq Ka Ye Pehlu Bhi, Main Bhi Barbaad Ho Gaya Aur Tu Bhi.

खूब है इश्क़ का ये पहलू भी, मैं भी बर्बाद हो गया और तू भी।

Khub Hai Ishq Ka Ye Pahlu Bhi, Main Bhi Barbaad Ho Gaya Aur Tu Bhi.

Yun Jo Takta Hai Aasman Ko

Yun Jo Takta Hai Aasman Ko Tu, Koi Rahta Hai Aasman Mein Kya, Ye Mujhe Chain Kyun Nahi Padta, Ek Hi Shakhs Tha Jahan Me Kya.

यूं जो तकता है आसमान को तू, कोई रहता है आसमान में क्या, ये मुझे चैन क्यू नहीं पड़ता, एक ही शख़्स था जहान में क्या।

Humne Jana to Bus Ye Jana

Humne Jana to Bus Ye Jana, Jo Nahi Hai Wo Bahut Khubsurat Hai.

हमने जाना तो बस ये जाना, जो नहीं है वो बहुत खूबसूरत है।

Main Bhi Bahut Ajeeb Hun

Main Bhi Bahut Ajeeb Hun, Itna Ajeeb Ki Bus Khud Ko Tabah Kar Liya, Aur Malal Bhi Nahi.

मैं भी बहुत अजीब हूं, इतना अजीब कि बस खुद को तबाह कर लिया, और मलाल भी नहीं।

Main Bhi Bahut Ajeeb Hun, Itna Ajeeb Ki Bus Khud Ko Tabah Kar Liya, Aur Malal Bhi Nahi.

Iska Behad Lihaz Kijiyega

Main Jo Hun "John Elia" Hun Janab, Iska Behad Lihaz Kijiyega.

मैं जो हूं "जॉन एलिया" हूं जनाब, इसका बेहद लिहाज कीजिएगा।

Main to Sauda Liye Fira Sar Me

Main to Sauda Liye Fira Sar Me, Khak Urti Rahi Mere Ghar Me, Na Hua Tu Mujhe Naseeb to Kya, Main Hi Apne Na Tha Muqaddar Mein.

मैं तो सौदा लिए फिरा सर में, ख़ाक उड़ती रही मेरे घर में, न हुआ तू मुझे नसीब तो क्या, मैं ही अपने न था मुकद्दर में।

Sab Dalile to Mujhko Yad Rahi

Sab Dalile to Mujhko Yad Rahi, Bahas Kya Thi Usi Ko Bhul Gaya.

सब दलीले तो मुझको याद रही, बहस क्या थी उसी को भूल गया।

Sab Dalile to Mujhko Yad Rahi, Bahas Kya Thi Usi Ko Bhul Gaya.

Har Baar Mere Samne Aati Rahi

Har Baar Mere Samne Aati Rahi Ho Tum, Har Baar Tumse Milkar Bichadta Raha Hun Main, Tum Kaun Ho Ye Khud Bhi Nahi Janti Ho Tum, Main Kaun Hun Ye Khud Bhi Nahi Janta Hun Main, Tum Mujhko Jaan Kar Hi Padi Ho Ajab Mein, Aur is Tarah Khud Apni Saza Ban Gaya Hun Main.

हर बार मेरे सामने आती रही हो तुम, हर बार तुमसे मिलकर बिछड़ता रहा हूं मैं, तुम कौन हो ये खुद भी नहीं जानती हो तुम, मैं कौन हूं ये खुद भी नहीं जानता हूं मैं, तुम मुझको जान कर ही पड़ी हो आजाब में, और इस तरह खुद अपनी सजा बन गया हूं मैं।

Haan Theek Hai Main Apni

Haan Theek Hai Main Apni Ana Ka Marrize Hun, Aakhir Mere Mijaj Me Kyon Dakhal De Koi.

हां ठीक है मैं अपनी अना का मरीज हूं, आखिर मेरे मिजाज में क्यूं दखल दे कोई।

Mujhe Nahi Aati Udte Patango Si

Mujhe Nahi Aati Udte Patango Si Chalakiyan, Gale Milkar Gala Catoon Wo Manjha Nahi Hun Main.

मुझे नहीं आती उड़ते पतंगों सी चालाकियां, गले मिलकर गला काटू वो मांझा नहीं हूं मैं।

Mujhe Nahi Aati Udte Patango Si Chalakiyan, Gale Milkar Gala Catoon Wo Manjha Nahi Hun Main.

Main Apne Aap Mein Na Mila

Main Apne Aap Mein Na Mila Iska Gam Nahi, Gam to Ye Hai Ki Tum Bhi Bahut Kam Mile Tumhen.

मैं अपने आप में ना मिला इसका गम नहीं, गम तो ये है कि तुम भी बहुत कम मिले तुम्हें।

Mohabbat Mein Hansne Wale

Humne Mohabbat Mein Har Aashiq Ko Rote Hue Dekha Hai, Mohabbat Mein Hansne Wale Aksar Bewafa Hote Hain.

हमने मोहब्बत में हर आशिक को रोते हुए देखा है, मोहब्बत में हंसने वाले अक्सर बेवफा होते हैं।

Tum Jab Aaogi to Khoya Hua

Tum Jab Aaogi to Khoya Hua Paogi Mujhe, Meri Tanhai Mein Khwabon Ke Siwa Kuch Nahi.

तुम जब आओगी तो खोया हुआ पाओगी मुझे, मेरी तन्हाई में ख्वाबों के सिवा कुछ नहीं।

Tum Jab Aaogi to Khoya Hua Paogi Mujhe, Meri Tanhai Mein Khwabon Ke Siwa Kuch Nahi.

Mujhse Uktaaye Hue Logon Mein

Mujhse Uktaaye Hue Logon Mein, Maine Apna Bhi Naam Dekha Hai.

मुझसे उकताए हुए लोगों में, मैंने अपना भी नाम देखा है।

Chahe Apne Hazar Naam Rakh

Chahe Apne Hazar Naam Rakh Lun, Per Apne Siwa Main Aur Kya Hun.

चाहे अपने हजार नाम रख लूं, पर अपने सिवा मैं और क्या हूं।

Ki Uss Gali Mein Gaye Ab

Hamare Jakhm-E-Tamanna Purane Ho Gaye Hain, Ki Uss Gali Mein Gaye Ab Jamane Ho Gaye Hain.

हमारे जख्म-ए-तमन्ना पुराने हो गए हैं, कि उस गली में गए अब जमाने हो गए हैं।

Hamare Jakhm-E-Tamanna Purane Ho Gaye Hain, Ki Uss Gali Mein Gaye Ab Jamane Ho Gaye Hain.

Naya Ek Rishta Paida Kyun

Naya Ek Rishta Paida Kyun Karen Hum, Jab Bichadna Hi Hai to Jhagada Kyon Karen Hum.

नया इक रिश्ता पैदा क्यूं करें हम, जब बिछड़ना ही है तो झगड़ा क्यूं करें हम।

Gawai Kiski Tamanna Mein Zindagi

Gawai Kiski Tamanna Mein Zindagi Maine, Wah Kaun Hai Jise Dekha Nahi Kabhi Maine.

गवाई किस की तमन्ना में जिंदगी मैंने, वह कौन है जिसे देखा नहीं कभी मैंने।

Aasman Itni Bulandi Pe Jo

Aasman Itni Bulandi Pe Jo Itrata Hai, Bhul Jata Hai Jameen Se Hi Nazar Aata Hai.

आसमां इतनी बुलंदी पे जो इतराता है, भूल जाता है जमीं से ही नजर आता है।

Aasman Itni Bulandi Pe Jo Itrata Hai, Bhul Jata Hai Jameen Se Hi Nazar Aata Hai.

Main Sach Tha Jab Main

Main Sach Tha Jab Main Chup Tha, Ab Bolata Hun to Jhutha Sa Lagta Hun.

मैं सच था जब मैं चुप था, अब बोलता हूं तो झूठा सा लगता हूं।

Apne Lafzon Se Jo Humko

Apne Lafzo Se Jo Humko Chhu Le, Har Aashiq John Kahan Hota Hai.

अपने लफ्जों से जो हमको छू ले, हर आशिक जॉन कहां होता है।

Mar Gaye Khwab Sabki

Mar Gaye Khwab Sabki Aankhon Ke, Har Taraf Hai Gila Hakikat Ka.

मर गए ख़्वाब सबकी आंखों के, हर तरफ है गिला हकीकत का।

Mar Gaye Khwab Sabki Aankhon Ke, Har Taraf Hai Gila Hakikat Ka.

Ek Shakhs Kar Raha Hai

Ek Shaks Kar Raha Hai Abhi Tak Wafa Ka Jikra, Kash Uss Jawa-daraz Ka Munh Notch Le Koi.

एक शख्स कर रहा है अभी तक वफा का जिक्र, काश उस जबां-दराज़ का मुंह नोच ले कोई।

Uske Pehlu Se Lag Ke Chalte

Uske Pehlu Se Lag Ke Chalte Hain, Hum Kahin Taalne Se a Talte Hain, Main Usi Tarah to Bahalta Hun, Aur Sab Jis Tarah Bahalte Hain, Wo Hai Jaan Ab Har Ek Mehfil Ki, Hum Bhi Ab Ghar Se Kam Nikalte Hain, Kya Taklloof Kare Ye Kahane Mein, Jo Bhi Khush Hai Hum Usse Jalte Hain.

उसके पहलू से लग के चलते हैं, हम कहीं टालने से टलते हैं, मै उसी तरह तो बहलता हूँ, और सब जिस तरह बहलतें हैं, वो है जान अब हर एक महफ़िल की, हम भी अब घर से कम निकलते हैं, क्या तकल्लुफ्फ़ करें ये कहने में, जो भी खुश है हम उससे जलते हैं।

Shauk Hai is Dil-E-Darinda Ko

Shauk Hai is Dil-E-Darinda Ko, Aapke Honth Kat Khane Ka.

शौक है इस दिल-ए-दरिंदा को, आपके होंठ काट खाने का।

Chahta Hun Ki Bhul Jaaun

Chahta Hun Ki Bhul Jaaun Tumhen, Aur Khud Bhi Na Yad Aaun Tumhen, Jaise Tum Sirf Ek Kahani Thi, Jaise Main Sirf Ek Fasana Tha.

चाहता हूं कि भूल जाऊं तुम्हें, और खुद भी ना याद आऊ तुम्हें, जैसे तुम सिर्फ इक कहानी थी, जैसे मैं सिर्फ इक फसाना था।

Chahta Hun Ki Bhul Jaaun Tumhen, Aur Khud Bhi Na Yad Aaun Tumhen, Jaise Tum Sirf Ek Kahani Thi, Jaise Main Sirf Ek Fasana Tha.

Wo Daur Mohabbat Ka

Wo Daur Mohabbat Ka Kuch Aur Hua Karta Tha, Jo Aaj Hai Wo Mere Sath, Kal Kuch Aur Hua Karta Tha.

वो दौर मोहब्बत का कुछ और हुआ करता था, जो आज है वो मेरे साथ, कल कुछ और हुआ करता था।

Wo Daur Mohabbat Ka Kuch Aur Hua Karta Tha, Jo Aaj Hai Wo Mere Sath, Kal Kuch Aur Hua Karta Tha.

Post a Comment